Rangon bina jaise ho aasman Khushbu bina jaise behti hawa Jaise bina haya ke parda ho koyi Jaise bina dua ke sajda koyi Tere bina main Tere bina main Ke tere bina main Ho tere bina main Aa tujhko chaahun main toot ke Jana kabhi na rooth ke Ho aa tujhko chaahun main toot ke Jana kabhi na rooth ke Jaise bina rooh ke jism ho koyi Jaise bina wafa ke ishq koyi Tere bina main Tere bina main Ke tere bina main Ho tere bina main Tujhe baandh ke main taveez sa Apna bana loon main khuda Yehi minnatein yehi hai dua Ishq mukammal ho mera Ho yehi minnatein hain meri Aaye na judayi Bezar se jahan jiyunga nahi Tere bina main Tere bina main Ke tere bina main Ho tere bina main