kyun baadalon ki gali chaand hairaan hai, kya pataa armaanon ke sab iraade pareshaan hain, kyun bhalaa kyun baadalon ki gali chaand hairaan hai, kya pataa armaanon ke sab iraade pareshaan hain, kyun bhalaa aye dil bata jaane kyun iss martabaa tune mujhe ye kya keh diya aye dil bata aise kyun hairat bhara ye pyaar yun tune de diya aye dil bata aye dil bata aye dil bata aye dil bata samjhaaya tujhe kitna phir bhi kiya tune bas apne mann ki galiyon mein jaa ke kyun baitha ishq ki kuch nahi ab mere bas mein kuch nahi yahaan tere bas mein badmashiyan hain ye kiski ishq ki be-pata laapata ho chala aye dil bata jaane kyun iss martabaa tune mujhe ye kya keh diya aye dil bata aise kyun hairat bhara ye pyaar yun tune de diya jaanta hoon, tu sahi hai phir bhi mera kyun nahi hai dil mein kiska ye dakhal hai sab pareshaan se pal hai mujhme hoke bhi hai mujhse kyun door aye dil bata jaane kyun iss martabaa tune mujhe ye kya keh diya aye dil bata aise kyun hairat bhara ye pyaar yun tune de diya