Chhupa bhi na sakenge Bata bhi na sakenge Huve hain yun tere pyar mein pagal piya Jo tere na huve toh Kisi ke na rahenge Ki ab na kisi aur se laage jiya Hazaaron mein kisi ko taqdeer aisi Mili hai ik Ranjha aur Heer jaisi Na jaane ye zamaana Kyun chaahe re mitaana Kalank nahi ishq hai kaajal piya Kalank nahi ishq hai kaajal piya Thokar pe duniya hai gharbaar hai Dil mein jo dilbar ka darbaar hai Sajde mein baithe hain jitni dafa Woh meri mannat mein har baar hai Usi ka ab le rahe hain Naam hum toh saanson ki jagah Kyun jaane ik din bhi lage Humko barah-maason ki tarah Jo apna hai saara sajaniya pe waara Na tha mere kisi aur ka aanchal piya Hazaaron mein kisi ko taqdeer aisi Mili hai ik Ranjha aur Heer jaisi Na jaane ye zamaana Kyun chaahe re mitaana Kalank nahi ishq hai kaajal piya Kalank nahi ishq hai kaajal piya Main tera, main tera, main tera, main tera Main tera, main tera, main tera, main tera Main gehra tamas tu sunhera savera Main tera o, main tera Musaafir main bhatka tu mera basera Main tera o main tera Tu jugnu chamakta main jungle ghanera Main tera aah O piya main tera, main tera, main tera Hoo main tera Hoo main tera, main tera, main tera Ooh