muskurahat ya nami hogi jitne gam jitni khushi hogi baant lenge milke dono kya kami hogi sang tere zindagi kitni haseen hogi sang tere zindagi kitni haseen hogi kitni haseen hogi dil ne paayi raahatein kam hue kuch gam jabse meri zindagi mein aa gaye ho tum meri sooni raat mein khaali banjar aankh mein khwaab laaye tum in labon pe phir hansi hogi ho har taraf bas roshni hogi aasmaan se khoobsurat yeh zameen hogi sang tere zindagi kitni haseen hogi sang tere zindagi kitni haseen hogi kitni haseen hogi tune di yeh chaahatein yeh hai tera karam yoon bhi tanha reh ke thak chuke hai hum ab na yeh ehsaas hai behke se jazbaat hai muskuraye hum mujhko yeh vaada sanam dogi hmm sath mera har kadam dogi mere har lamhaat mein haan tum kahin hogi sang tere zindagi kitni haseen hogi sang tere zindagi kitni haseen hogi kitni haseen hogi